Sunday, March 16, 2008

Kya hua tera vaada



Movie: Hum kisi se kam nahin
Song: Kya hua tera vaada?

"Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
bhoolega dil jis din tumhe oh din zindagi ka aakhri din hoga

Yaad hai mujhko tune kaha tha
Tujhse nahin roothengey kabhi
Dil ki tarah se haat mile hain
Kaise bhala chootengey kabhi
Teri baahon mein beeti har shaam
bewafa yeh bhi kya yaad nahin

Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
bhoolega dil jis din tumhe woh din zindagi ka aakhri din hoga

O kehne waale mujhko farebi
Kaun farebi hai yeh batawoh
jisne gham liya pyaar ke khatir
yah jisne pyaar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya
Ke tujhe kuch bhi yaad nahin
Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
bhoolega dil jis din tumhe oh din zindagi ka aakhri din hoga

Kya hua tera waada woh kasam ???"

Lyrics are touchy..very painful indeed to go through the feeling that you are cheated .

0 comments:

  © Blogger template 'Isolation' by Ourblogtemplates.com 2008

Back to TOP