Saturday, November 1, 2008

kahin door jab din

What do I describe about this song?All I can say is that it is soulful ...touching..

"Kahin door jab din Dhal jaaye
Saanh jkii dulhan badan churaae
Chupake se aaye
Mere Khayaalon ke aangan mein
Koi sapanon ke deep jalaaye,
deep jalaaye

Kabhi yoonhi jab huyi, bojhal saansen
bhar aayi baithe baithe, jab yoonhi aankhen
kabhi machal ke, pyaar se chhal ke
Chhue koi mujhe par nazar na aae, nazar na aaye

Hmm..How could such lyrics be written...do they really experience this kind of stuff?

Kahin to ye dil kabhi, mil nahin paate
Kahin se nikal aaye, janmon ke naate
Ghani thi ulajhan, bari apanaa man
Apnaa hee hoke sahe dard paraae,
dard paraae

Dil jaane, mere saare, bhed ye gahare
Ho gaye kaise mere, sapane sunahare
Ye mere sapne, yahin to hain apne
Mujhse judaa na honge inke ye saaye,
inke ye saaye"

0 comments:

  © Blogger template 'Isolation' by Ourblogtemplates.com 2008

Back to TOP